Friday, May 06, 2005

a new song in my collection

I'd bought the cassette of "Kinara"(yup I am ancient in my ways and still stick on to my antique walkman) for the song "Naam Gum Jaayega" but was in for a pleasant surprise, another awesome song with heavenly lyrics.
Sung by Bhupinder -he sounds so heavenly and morantic -also notice that almost no musical instruments have been used in this song, he seems to be narrating a poem ...
now comes those wonderful words of the song :

Ek hi khwab kai baar dekha hai maine
tune saari main uras lee hai chabiyan ghar ki

Aur chali aayi hai
bus yoon hi mera haath pakad kar
ek hi khwab kai baar ...

Mej par phool sajate hue
dekha hai kai baar
aur bistar se kai baar
jagaya hai tujhko
chalte phirte mere kadmon ki vo
aahat bhi suni hai

Gungunati hui nikli hai naha kar jab bhi
Apne bheege hue baalon se tapakta paani
mere chahre pe chhitak deti hai

Taash ke patton pe ladti hai
kabhi kabhi khel main mujhse
aur ladti bhi hai aise ki bus
khel rahi hai mujhse
aur aagosh ko nanhe ko liye

aur jaanti ho tiku,
jab tumhara yeh khwab dekha tha,
apne bistar pe main us waqt pada
jaag raha tha....


n my search for songs like these (refers to the above mentioned song) continues.....

current mood : morantic (wat else can u be in after listening to this one?)

No comments: